Urdu Poetry
Thori dair ko sath rahay kisi dhundlay sheher k naqshay per
Hath mein hath diye ghoomtay kahin duur daraz k rastay per
Be-parda asthan'on per do urty huay geet'on ki tarha
Ghusay mein kabhi lartay huay kabhi liptay huay pairr'on ki tarha
Apni apni raah chalay phir akhir shab k maid'an mein
Apny apny ghar ko jatay do hair'an bach'on ki tarha.
Poet : Munir Niazi
Smiling kids |