Sufi Poetry
Ishq mein tery koh-e-ghum, Sir pe liya jo ho so ho
Aish-o-nishaat-e-zindagi, Chorr diya jo ho so
Aqal k madrassay se uth, Ishq k mae-kaday mein aa
Jaam-e-fana-o-be-khudi ab to piya jo ho so ho
Hijr ki jo museebatain, Arz keen us k roobaroo
Naaz-o-adaa se muskura, Kehny laga jo ho so ho
Hasti k iss saraab mein, Raat ki raat bas rahay
Subh-e-adam hua namood, Paaon utha jo ho so ho

Abida Parveen |