Urdu Ghazal
Tu gar meri bhi ho jaye
Duniya k ghum yunhi rahaingy
Paap k phandey, zulm k bandhan
Apny kahay se katt na sakaingy
Ghum her haalat mein mohlik hai
Apna ho ya kisi aur ka
Rona dhona, gee ko jalana
Yun bhi hamara, yun bhi hamara
Kyun na jahan ka ghum apnaa lein?
Baad mein sab tadbeer'ain soch'ain
Baad mein sukh k sapney dekhain
Sapno'n ki tadbeer'ain soch'ain. !
Poet : Faiz Ahmed Faiz
Tu gar meri bhi ho jaye
Duniya k ghum yunhi rahaingy
Paap k phandey, zulm k bandhan
Apny kahay se katt na sakaingy
Ghum her haalat mein mohlik hai
Apna ho ya kisi aur ka
Rona dhona, gee ko jalana
Yun bhi hamara, yun bhi hamara
Kyun na jahan ka ghum apnaa lein?
Baad mein sab tadbeer'ain soch'ain
Baad mein sukh k sapney dekhain
Sapno'n ki tadbeer'ain soch'ain. !
Poet : Faiz Ahmed Faiz