Urdu Poetry
Pindaar k khoo-gar ko
Nakaam bhi dekho gay?
Aaghaz se waakif ho
Anjaam bhi dekho gay ?
Rangeeni-e-duniya se
Mayus sa ho jana
Dukhta hua dil le kar
Tanhai mein kho jana
Tarsi hui nazro'n ko
hasrat se jhuka lena
Faryaad k tukro'n ko
Aanho'n mein chupa lena
Raato'n ki khamoshi mein
Chup kr kbhi ro lena
Majboor jawani k
Malboos ko dho lena
Jazbaat ki wus'at ko
Sajdo'n se basa lena
Bhooli hui yaado'n ko
Seenay se laga lena!
Urdu Ghazal
Poet : Faiz Ahmed Faiz
Pindaar k khoo-gar ko
Nakaam bhi dekho gay?
Aaghaz se waakif ho
Anjaam bhi dekho gay ?
Rangeeni-e-duniya se
Mayus sa ho jana
Dukhta hua dil le kar
Tanhai mein kho jana
Tarsi hui nazro'n ko
hasrat se jhuka lena
Faryaad k tukro'n ko
Aanho'n mein chupa lena
Raato'n ki khamoshi mein
Chup kr kbhi ro lena
Majboor jawani k
Malboos ko dho lena
Jazbaat ki wus'at ko
Sajdo'n se basa lena
Bhooli hui yaado'n ko
Seenay se laga lena!
Urdu Ghazal
Poet : Faiz Ahmed Faiz
No comments:
Post a Comment
Give Your Feedback