Goya Andaaz-e-Shahana Hai Ameeron Jaisa,,
Meray Andar Ka Insaan Hai Magar Faqeeron Jaisa,,
Hum Ne Chehray Pe Saja Rakhi Hai Sheher Ki Ronaq,,
Meray Dil Ka Aalam Hai Veeran Jazeeron Jaisa,,,
Us Kay Ausaaf-o-Khasaail Ne Mujhay Jeet Liya,,
Meray Mureedon Main Tha Wo Shakhs Peeron Jaisa,,
Is Se Pehlay Thi Aseeri Bhi Rehaai Jaisi,,
Ab Kay Azaadi Main Hai Haal Aseeron Jaisa,,
Us Ko "MOHSIN" Ganwa Kay Hain Khasaaray Ab Tak,,
Wo Jo Ik Shakhs Tha Meray Sath Heeron Jaisa....!
Poet : "MOHSIN NAQVI"

Great hay janirealy heart touching hay
ReplyDeletethanx
ReplyDelete