Tuesday 29 November 2011

Chalo ab mil k hijar-o-habs ka mosam badalty hen..-sad shayari

Chalo ab mil k hijar-o-habs ka mosam
badalty hen..
Zara sa tum badal jao zara sa hum
badalty hen...
Bus itna yad rakh lena k waisy kam
badalty hen..
Magar jab hum badalty hen to phir peham
badalty hen...
Agar tum ye samajhty ho tmhara gham ziada hy..
To ab ki baar hum aapis mein apny gham
badalty hen..
Chalo ab mil k hijar-o-habs ka mosam
badalty hen..
Zara sa tum badal jao zara sa hum
badalty hen...

Sad Urdu Shayari, Sad Urdu Shayari,

2 comments:

Give Your Feedback