Showing posts with label Two Lines Poetry. Show all posts
Showing posts with label Two Lines Poetry. Show all posts

Friday, 6 June 2014

Monday, 14 April 2014

Ki Wafa Hum Se To - Asad Ullah Khan Ghalib







Ki wafa hum se to ghair us ko jafa kehty hain
Hoti aai hai k acho'n ko bura kehty hain. . .!

Sunday, 18 August 2013

Jis Gham Se Bandhay Thy Dono. . !

Jis ghum se bandhay they dono, wo gham nahi rahy hain.
Tum tum nahi rahay ho, hum hum nahi rahay hain. . !

Sunday, 14 July 2013

Main Agr Toot Bhi Jaun To Phir Aaina Hoon. . !

Mein agar toot bhi jaun tou ohir aaina hoon
Tum mery baad bhi har roz sanwarty rehna. . !

Jo Dil per zakhm aa jaye. . !

Rafoo-gar Daity aaye hain tasalli umer bhar ki lekin
Jo dil pe zakhm aa jaye, Nahi hota rafoo barso'n . . !

Monday, 27 May 2013

Meray Muqaddar Ko B Ye Gila Raha Mujh Say. . !



Meray Muqaddar Ko B Ye Gila Raha Mujh Say. . !
K Kisi Aur Ka Hota To Sanwar Gaya Hota. . !

Sunday, 19 May 2013

Jinahain nibhatay huay umer raa-e-gaa'n guzri

Jinahain nibhatay huay umer raa-e-gaa'n guzri
Wohi asool, wohi zaabty ghalat nikly. . . !

Monday, 29 April 2013

Jo Khuli Khuli Thi Adawatain, Mujhy Raas Theen..

Jo Khuli Khuli Thi Adawatain, Mujhy Raas Theen. . !
Ye Jo Zeher-Khand Salaam They, Mujhy Khaa gaye. . !

Friday, 5 April 2013

Ye Bhi Mumkin Tujhy Ishq . .

Ye bhi mumkin tujhy ishq wilayat de de. .
Ye bhi mumkin hai tery hosh thikanay lag jain. .

Urdu Poetry

Thursday, 28 March 2013

Aik Neend Meray Khuwab Ko Rakhti Hai Pareshan!

Aik neend meray khuwab ko rakhti hai pareshan. .
Ik khuwab jo mujhy chain se sonay nahi deta. . .

Monday, 25 March 2013