Aankhen khuli rahen gi to manzar b aain ge
Zinda hai dil to aur sitamgar be aain ge,
Pehchaan lo tamaam faqeeron ke khadd o khaal
Kuch log shab ko bhais badal kar b aain ge,
Gehri khamosh jheel ke paani ko yun na chairr
Cheentay uray to teri qaba par b aain ge,
Khud ko chupa na sheesha garon ki dukaan main
Sheeshey chamak rahe hain to pathar b aain ge,
Mohsin abhi saba ki sakhawat pe khush na ho
Jhonkay yehi basoorat e sarr-sarr b aenge..***

No comments:
Post a Comment
Give Your Feedback